Friday, July 23, 2010

bakwaas...

Mausam kuchh aashiqaana sa hua jaata hai
Mizaaj kuchh shaayaraana sa hua jaata hai

Sochte hain ki likh dein do chaar nazm hum
Par kalam humaara kuchh begaana sa hua jaata hai

7 comments: