Landscape
On a distant
desolate shore
close to a young palm tree,
stands another aged one,
wrapped in rags
of dusty times.
Breaking the silence
of centuries,
the old palm tree
bends and whispers
to the young one:
It is cold and lonesome.
Why don't you say something?
Translation:
Ek nazaara..
Door kahin
Ek veeraane se kinaare par
Ek taaze taad ke ped ke paas,
Ek boodha ped khada hai,
cheethdon mein lipta
Jo guzre dhool mein sane palon ki
Yaad dilaate hain.
Sadiyon ki khaamoshi todte hue,
Boodhe taad ke ped ne
Jhuk kar
Taaze ped ke kaan mein kaha
"Yahaan bahut sardi aur tanhaayi hai,
Tum kuchh kehte kyun nahi?"
Rating: 5/10
(the translation is not good but i still give it 5 because the last line sounds much better in Hindi and that is in itself enough to win a 5.. )
A wanderer
A homeless wanderer
roams the city
straying from door to door.
He carries a few twigs,
an ear of corn,
a few drops of tears,
some silent sighs
and a lump of earth
for his own grave --
all with a vain hope
of a destination.
If only
I had your shoulders
to lean on.
Translation:
Ek raahi..
Ek raahi
Sheher mein ghoomta hai
Darwaaze-dar-darwaaze bhatakta hua.
Ikatthe kar raha hai,
Kuchh tinke,
Kuchh daane makai ke,
Kuchh boonden aansuon ki
Kuchh shaant aahen
Aur ek tukda mitti ka
Apni kabra ka saamaan --
Sab bas ek anjaani manzil
Ki chaah mein..
Kaash bas
Tere kaandhe ka sahara mil gaya hota..
rating: 5/10
Aa Gulzar hum bhi aaj khila ke dekhen chaand,
Ki mere saawan mein tere patjhad sa nasha hai ki nahi.
First one is actually good.
ReplyDelete"Tum kuch kehte kyu nahi?" ....
Suggestions for second one:
"Darwaaze-dar-darwaaze" -- "dar-badar" would be more suitable?
I would use "tumhare" instead of "tere" in the last line.
yes.. dar-badar is much better.. most likely original mein wahi hoga.
ReplyDeletetere/tumhaare.. perhaps, not sure.